Take a fresh look at your lifestyle.

- Sponsored -

100 Most Famous Bollywood Dialogues That Will Live On Forever

Here are the top 100 popular Hindi movies dialogues.

7,818

Dialogues play an important part in movies. In fact, it wouldn’t be wrong to say that dialogues are the heart and soul of Bollywood movies. Movie quotes leave a great impact and they are always etched in our memory. When the actors play their characters with full dedication and deliver powerful dialogues, these dialogues remain evergreen. We might forget the name of the movies but not the famous movie lines.

- Sponsored -

Dialogues are always written by the dialogue writers keeping in mind the characters of the movie. Depending on the characters-comedy, negative, positive, dialogues are written and actors act accordingly. Today we have listed down 100 best movie quotes of all time, some of which you all might have heard a number of times and some might be new for you.

Here are the 100 Top Bollywood Dialogues for you

1.  “Kitne aadmi the”- Sholay, 1975

2.  “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku” – Devdas, 1955

3.  “Aaj mere paas gaadi hai, bungla hai, paisa hai… tumhare paas kya hai?” – Deewar, 1975

4.  “Prem naam hai mera, Prem Chopra” – Bobby, 1973

5.  “Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga” – Yaadon Ki Baaraat, 1973

6.  “I can talk English, I can walk English, I can run English… because English is a very phunny language” – Namak Halal, 1982

7.  “Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah” – Shahenshah, 1988

8.  “Bade bade shehron mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hain” – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge, 1995

9.  “Ye Hath Humko De De Thakur” – Sholay, 1975

10.  “Pushpa, I hate tears… inhe ponch dalo” – Amar Prem, 1971

11.  “Jinke ghar sheeshe ke hote hain, woh batti bujha ke kapde badalte hain” – Souten, 1983

12.  “Naam Vijay Deenanath Chauhan, Baap Ka naam Deenanath Chauhan” – Agneepath, 1990

13.  “Hum sab rangmanch ki kathputliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon se bandhi hui hai. Kab kaun uthega koi nahin bata sakta” – Anand, 1970

14.  “Mogambo khush hua” – Mr. India, 1987

15.  “Phool toh murjha jaate hain, lekin kaante daman thham lete hain,” – Mughal-e-Azam, 1960

16.  “Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai” – Kaalia, 1981

17.  “Mere paas… mere paas maa hai” – Deewar, 1975

18.  “Mein pehle ek aurat hoon” – Mother India, 1957

19.  “Basanti! In Kutto ke samne mat nachna” – Sholay, 1975

20.  “Gehne tudvao, gehne banvao, aur koriyaan khelo… so aaram se” – Sahib, Biwi aur Ghulam, 1962

21.  “Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain, jis raakh se barood bane usey Vishwanath kehte hain” -Vishwanath, 1978

22.  “Jinke ghar shishe ke ho, woh dusro pe patthar nahin pheka kar te” – Waqt, 1965

23.  “Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge” – Mughal-e-Azam, 1960

24.  “Aaj khush to bahut hoge tum” – Deewar, 1975

25.  “Tum jis school mein padhte ho hum uske headmaster rah chuke hain” – Haath Ki Safai, 1974

26.  “Police ne tumhe charon taraf se gher liya hain… apne aap ko kannon ke haawale kar do” – Don, 1978

27.  “Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se… Banda darta hai to sirf parvardigaar se” -Tirangaa, 1993

28.  “Kahin na kahin, koi na koi mere liye banaya gaya hai … aur kabhi na kabhi main usse zaroor milongi” – Dil To Pagal Hai, 1997

29.  “Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai … ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai” – Om Shanti Om, 2007

30.  “Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain” – Baazigar, 1993

31.  “Ye dhai kilo ka hath jab kisi pe padta hai na, to aadmi uthta nahi uth jata hai” – Damini, 1993

32.  “Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare… Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai” – Bobby, 1973

33.  “Aapke paon dekhe, bahut haseen hai. Inhe zameen par mat utariyega, maile ho jayenge” – Pakeezah, 1972

34.  “Bachcha kabil bano, kabil … kamyabi to sali jhak maar ke peeche bhagegi” – 3 Idiots, 2009

35.  “Jo main bolta hu wo main karta hoon, jo mani nahi bolta wo main definitely karta hu” – Rowdy Rathore, 2012

36.  “Ek baar jo maine commitment kar di, fir main apne aap ki bhi nahi sunta – Wanted, 2009

37.  “Apna toh ussool hai … pehle laat, phir baat, uske baad mulaqat”- Tiranga, 1993

38.  “Is duniya mein sabse bada yodha maa hoti hai” – KGF Chapter 1, 2018

39.   “Devil aap ke piche, app devil ke piche, too much fun” –  Kick, 2014

40.   “Thappad Se Darr Nahi Lagta Sahab Pyar Se Lagta Hai” –  Dabangg, 2010

41.  “Yeh sher boodha zaroor ho gaya hai … lekin shikaar karna nahi bhoola” – Bharat, 2019

42.  “Agar tere sar par bomb laga doon toh pehle kaun phatega, tu ya tera sar?” – Kaante, 2002

43.  “Taareekh pe taareekh milti rahi hai lekin insaaf nahin milta. Milte hai to sirf taareekh” – Damini, 1993

44.   “Don ka intezaar toh baarah mulko ki Police kar rahi hai, magar Don ko pakadna mushkil hi nahin Namumkin hai” – Don, 1978

45.  “Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye…bus, train aur chhokri” – Ishq, 1997

46.  “Hum angrezon ke zamaane ke jailor hain” – Sholay, 1975

47.  “Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na … toh aadmi uthta nahi … utth jata hai” – Damini,  1993

48.  “Pyar dosti hai … agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta … kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin … simple, pyar dosti hai” – Kuch Kuch Hota Hai, 1998

49.  “Babu ji ne kaha gaon chhod do, aap ne kaha ghar chhod do, sab ne kaha paro ko chhod do, paro nai kaha sharab chhod do, Aur ek din ayega, woh kahenge yah duniya hi chhod do” – Devdas, 2002

50.  “Aap Purush hi nahi…maha purush hain, Maha Purush” – Andaz Apna Apna, 1994

51.  “Har ishq ka ek waqt hota hai … woh hamara waqt nahi tha … par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi tha” – Jab Tak Hai Jaan, 2012

52.  “Log apni zindagi banate hai … main apni jannat banata hoon” – Jannat 2, 2008

53.  “Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai … har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti … par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte … phir mohabbat ka saath kyun chhodein” – Mohabbatien, 2000

54.  “Tum kabhi jeet nahin paye … kyunki tum hamesha mujhe harane ki soochte the … aur main kabhi hara nahin … kyunki main hamesha jeetne ki soochta tha” – Race,  2008

55.  “Jitne Safed Baal Mere Sar Aur Dhaadi Mein Hain, Usse Kahin Zyada Rangeen Meri Zindagi Rahi Hain” – Bharat, 2019

56.  “Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai” – Sholay, 1975

57.  “Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai” – Baazigar, 1993

58.  “Main apni favourite hoon”… chulbuli delightful and full of life punjaban kudi” – Jab We Met, 2007

59.  “Apni kamyabi ko itna chota mat samjho … sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh” – Aashiqui 2,  2013

60.  “Sara shehar mujhe lion ke naam se jaanta hai” – Kalicharan, 1976

61.  “Namaaz mein woh thi … par laga dua hamari manzoor ho gayi” – Raanjhanaa, 2013

62.  “Joh main bolta hoon woh main karta hoon … joh main nahi bolta woh main definitely karta hoon..” – Rowdy Rathore, 2012

63.  “All is well…All is well” – 3 Idiots, 2009

64.  “Picture abhi baaki hain mere dost” – Om Shanti Om, 2007

65.  “Babu Moshai Zindagi badi honi chahiye lambi nahi” – Anand, 1971

66.  “Mere Karan Arjun Aayenge. Zameen Ki Chaati Phad Ke Aayenge, Aasman Ka Seena Cheer Ke Aayenge” – Karan Arjun, 1995

67.  “Gold toh gold hota hai … chhora lave ya chhori” – Dangal, 2016

68.  “Ek machhar sala aadmi ko hijda bana deta hai!” – Yeshwant, 1997

69.  “Hum tum mein itne ched karenge … ki confuse ho jaoge ki saans kahan se le…” – Dabangg, 2010

70.  “Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano Ramesh Babu” – Om Shanti Om, 2007

71.  “Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharm nahi hota” – Raees, 2017

72.  “My name is Khan and I am not a terrorist” – My Name Is Khan, 2010

73.  “Kahin par pahunchne ke liye kahin se nikalna zaroori hai” – Yeh Jawaani Hai Deewani, 2013

74.  “Aadmi tabhi bada banta hai jab bade log usse milne ka intezaar kare” – Once Upon a Time in Mumbaai, 2010

75.  “Uska toh na bad luck hi kharab hai” – Rangeela, 1995

76.  “Mere ko yeh golf khelna nahi aata..Yeh ghode ki race bhi nahi khelta..Lekin apne dhande ka mazbood khiladi hoon main” – Guru, 2007

77.  “Tumse naa ho payega” – Gangs Of Wasseypur, 2012

78.  “Tension lene ka nahin, sirf dene ka..” – Munna Bhai M.B.B.S., 2003

79.  “Filmein sirf teen cheezo ke wajah se chalti hai…entertainment, entertainment, entertainment…aur main entertainment hoon” – The Dirty Picture, 2011

80.  “Tu mujhe nahin maar sakti, tu meri maa hai” – Mother India, 1957

81.  “Dosti ka ek usool hai, Madam – no sorry, no thank you” – Maine Pyar Kiya, 1989

82. Holi kab hai, kab hai holi” – Sholay, 1975

83.  “Hum jahan khade ho jate hai line wahi se shuru hoti hai” – Kaalia, 1981

84.  “Roye toh yaar ke kandhe par … jaaye toh yaar ke kandhe par” – Sangam, 1964

85.  “Main beta de sakti hoon, laaj nahi de sakti” – Mother India, 1957

86.  “Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata” – Deewaar, 1975

87.  “Jab tak baithne ko na kaha jaye sharafat se khade raho. Yeh police station hain tumhare baap ka ghar nahi” – Zanjeer, 1973

88.  “Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se… Banda darta hai to sirf parvardigaar se” – Tiranga, 1993

89.  “Main bhi purana cheedie maar hoon, par katarne achchi tarah se jaanta hoon” – Sheesh Mahal, 1950

90.  “Agneepath. Agneepath. Agneepath” – Agneepath, 1990

91.  “Aa gaye meri maut ka tamasha dekhne” – Krantiveer, 1994

92.  “Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa” – Laawaris, 1981

93.  “Raasta dikhana sehej hai, par raaste par chalna bahut kathin” – Mother India, 1957

94.  “Utaar ke phenk do ye wardi aur pehan lo Balwant Rai ka patta apne gale mein … Balwant Rai ke kutton!” – Ghayal, 1990

95.  “Jo mard hota hain use dard nahin hota, memsahab” – Mard, 1985

96.  “Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?” – Amar Akbar Anthony, 1977

97.  “Crime master Gogo naam hai mera … aankhen nikaal kar gotiyaan khelta hoon main, gotiyaan” – Andaz Apna Apna, 1994

98.  “Woh toh main kha gaya … woh main mast tel me fry karke woh main kha gaya … cha mai la!” – Hera Pheri, 2000

99.  “Main tumhe bhool jaaon yeh ho nahin sakta, aur tum mujhe bhool jao ye main hone nahi doonga” – Dhadkan, 2000

100.  “Jahpanaah tussi great ho, tohfa kabool karo” – 3 Idiots, 2009

These 10 dialogues are my personal favourites.

3 Idiots

Anand

Bharat

Dabangg

Deewar

Kick

Mr. India

Om Shanti Om

Shahenshah

Amar Prem

Amar Prem

If we have missed any famous or iconic movie quotes, do share with us.

- Sponsored -

where to buy viagra buy generic 100mg viagra online
buy amoxicillin online can you buy amoxicillin over the counter
buy ivermectin online buy ivermectin for humans
viagra before and after photos how long does viagra last
buy viagra online where can i buy viagra